Kuch Nahi (feat. Javed Ali)
印地语

Kuch Nahi (feat. Javed Ali) 歌词

流派Instrumental
时长3:19
原文语言印地语
浏览量386
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Naa nabz, naa hi saansein Kuch nahi, kuch nahi Tere bina hai jeena Kuch nahi, kuch nahi Naa ashq naa hi aahein Kuch nahi, kuch nahi Tere bina hai marna Kuch nahi, kuch nahi Tere bina main kyun Tere bina main kya Har pehar dar-ba-dar Kuch nahi, kuch nahi Naa aks naa hi saaya Kuch nahi, kuch nahi Tere bina hai mera Kuch nahi, kuch nahi Ho Ghamzada si vaadiyan Hai de rahi salamiyaan Tujhe yaad karke Tujhe yaad karke Hai zubaan pe aa rahi Teri sabhi kahaaniyan Tujhe yaad karke Tujhe yaad karke Tere bina main kyun Tere bina main kya Har pehar dar-ba-dar Kuch nahi, kuch nahi Shaam-o-subah, yeh sadiyaan Kuch nahi, kuch nahi Tere bina yeh duniya Kuch nahi, kuch nahi Ho

更多 Pritam

Pritam →

相关歌词