Woh Pehli Baar Jab Hum Mile
MS

Woh Pehli Baar Jab Hum Mile 歌词

时长4:08
原文语言MS
浏览量5K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Woh pehli baar jab hum mile Haathon mein haath jab hum chale Ho gaya ye dil deewana Hota hai pyaar kya isne jaana Teri aankhon mein jannat basake chala Teri zulfon ki chhaaon mein chalta chala Tere neinon mein chein tere labh pe khushi Tujhko hi main mohabbat bana ke chala Woh pehli baar jab hum mile Haathon mein haath jab hum chale Ho gaya ye dil deewana Hota hai pyaar kya isne jaana Teri aankhon mein jannat basake chala Teri zulfon ki chhaaon mein chalta chala Tere neinon mein chein tere labh pe khushi Tujhko hi main mohabbat bana ke chala Woh pehli baar jab hum mile Ho gaye shuru ye silsile Ho gaya ye dil deewana Hota hai pyaar kya isne jaana Khilti kaliyon mein dhoondhoon bas tere nishaan Main na jaanoon hai aakhir ye kya karvaan Tujhe dekhoon to aaye labh pe khushi Khuda na kare ho kabhi dooriyaan Woh pehli baar jab hum mile Haathon mein haath jab hum chale Ho gaya ye dil deewana Hota hai pyaar kya humne jaana Ho gaya hoon paagal ab tere liye Tere bin dil bechara ye kaise jiye Maine khoke hai chein paayi tujh mein khushi Tu bani jaanejaana meri zindagi Woh pehli baar jab hum mile Haathon mein haath jab hum chale Ho gaya ye dil deewana Hota hai pyaar kya humne jaana Woh pehli baar jab hum mile Haathon mein haath jab hum chale Ho gaya ye dil deewana Hota hai pyaar kya humne jaana Woh pehli baar jab hum mile Haathon mein haath jab hum chale

相关歌词