Ek Ghadi
印地语

Ek Ghadi 歌词

流派Instrumental
时长6:44
原文语言印地语
浏览量49
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi hai Tere lab pe mere hone ka nishaan baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaki hai Shab ke chehre pe chadha rang Savere ka, to kya? Shab ke chehre pe chadha rang Savere ka, to kya? Dhalte khwaabon mein abhi Apna jahaan baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaki hai Yu bichhad ke tu mujhse na saza de khud ko Yu bichhad ke tu mujhse na saza de khud ko Abhi haathon se tere jurm o gunaah baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi hai Khilte phoolon ka fasana, to bas bahana tha Khilte phoolon ka fasana, to bas bahana tha Bujhte sholon ki dastaan, abhi baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaki hai Aankhein suni hain Meri maang ujdi hai, to kya Aankhein suni hain Meri maang ujdi hai, to kya Abhi hathon me mere rang-e-hina baaqi hai Abhi hathon me mere rang-e-hina baaqi hai Ek ghadi aur theher, ki jaan baaki hai Tere lab pe mere hone ka nishan baaqi hai Ek ghadi aur thehar, ki jaan baaqi hai

更多 Rekha Bhardwaj

Rekha Bhardwaj →

相关歌词