Lautungi Main
印地语

Lautungi Main 歌词

流派Instrumental
时长6:12
原文语言印地语
浏览量28
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
sehmi sehmi raaton mein sehmi sehmi chalti hoon lautungi main tere liye tere liye jaaneya ve sehmi sehmi raaton mein sehmi sehmi chalti hoon lautungi main tere liye tere liye kaali amaavas ke peechhe khadi hoon main saalon ke jaalon mein kab se padi hoon main bechain hoon, tere liye ho jaaneya, jab doobega din diya jalana tum aawaaz de ke phir mujhko bulana tum lautungi main tere liye jaaneya ve tere liye saathi mere jaaneya ve veeraan pedon ke saaye jab chalte hain maasoom roohon ko andhere daste hain darti hoon main tere liye o ho jaaneya jab raatein pighlein okh lagana tum aakash ka koi kona uthaana tum lautungi main tere liye jaaneya ve tere liye saathi mere jaaneya ve

更多 Rekha Bhardwaj

Rekha Bhardwaj →

相关歌词