Jab koi baat bigad jaaye
SV

Jab koi baat bigad jaaye 歌词

流派World Music
时长7:55
原文语言SV
浏览量893
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SV
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaaz Tum dena saath mera o humnawaaz Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath Tum magar andheron mein na chhodna mera haath Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath Tum magar andheron mein na chhodna mera haath Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaaz Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaaz Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaaz Na koi hai na koi tha zindage mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaaz Tum dena saath mera o humnawaaz

更多 Sadhana Sargam

Sadhana Sargam →

相关歌词