Chaar Kadam (feat. Shreya Ghoshal)
印地语

Chaar Kadam (feat. Shreya Ghoshal) 歌词

流派Pop
时长3:52
原文语言印地语
浏览量579
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Bin puchhe mera naam aur pataa Rasmon ko rakh ke pare Chaar kadam bas chaar kadam Chal do naa saath mere Bin kuch kahe, bin kuch sune Haathon mein haath liye Chaar kadam bas char kadam Chal do na saath mere Hey.. bin kuch kahe, bin kuch sune Haathon mein haath liye Chaar kadam bas chaar kadam Chal do na saath mere Raahon mein tumko jo dhoop sataye Chaaon bicha denge hum Andhere daraye to jaa kar falak pe Chand sajaa denge hum Chhaye udaasi latife suna kar Tujhko hansa denge hum Hanste hansaate yunhi gungunaate Chal denge chaar kadam Tumsa mile jo koi rehguzar Duniya se kaun darey Chaar kadam kya saari umar Chal dungi saath tere Bin kuch kahe, bin kuch sune Haathon mein haath liye Char kadam bas char kadam Chal do na saath mere

更多 Shaan

Shaan →

相关歌词