Raat Ka Nasha
印地语

Raat Ka Nasha 歌词

流派Alternativo Indie
时长4:05
原文语言印地语
浏览量2.6K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Raat Ka Nasha Abhi Aankh Se Gaya Nahin  Tera Nashila Badan Baahon Ne Chhoda Nahin Aankhen To Kholi Magar Sapna Woh Toda Nahin Haan Wohi Woh Wohi Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka Sapna Abhi Hai Wahi Raat Ka Nasha Abhi Aankh Se Gaya Nahin Tere Bina Bhi Kabhi Tujhse Machal Leti Hoon Karvat Badalti Hoon To Sapna Badal Leti Hoon Tera Khayal Aaye To Balkhake Pal Jaata Hai Paani Ke Chaadar Tale Dum Mera Jal Jaata Hai Haan Wohi Woh Wohi Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka Sapna Abhi Hai Wahi Raat Ka Nasha Abhi Aankh Se Gaya Nahin Tere Gale Milne Ke Mausam Bade Hote Hain Janmon Ka Vaada Koi Yeh Gham Bade Chhote Hain Lambi Si Ek Raat Ho Lamba Sa Ek Din Mile Bas Itna Sa Jeena Ho Milan Ki Ghadi Jab Mile Haan Wohi Bas Wohi Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka Sapna Abhi Hai Wahi Raat Ka Nasha Abhi Aankh Se Gaya Nahin

更多 Shahrukh Khan

Shahrukh Khan →

相关歌词