Hamka Isak Huan Hai Yaaron
MS

Hamka Isak Huan Hai Yaaron 歌词

时长1:15
原文语言MS
浏览量204
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
hamka isak huan hai yaaron hamri koi khabariya lo hamka isak huan hai yaaron hamri koi khabariya lo bich bajariya mein ladd gayi najariya lo hamka isak huan hai yaaron hamri koi khabariya lo chhoti umariya mein ladd gayi najariya re hamka isak huan hai logon hamri koi khabariya lo hamka isak huan hai logon hamri koi khabariya lo ho jaaon tayyar o saathi - 2 tum sab ho mere baraati jaldi aana der na karna yeh duniya hai aati jaati jaldi aana der na karna yeh duniya hai aati jaati chalo abhi rakh li maine sar pe pagadiya lo hamka isak huan hai yaaron hamri koi khabariya lo hamka isak huan hai logon hamri koi khabariya lo ho pyar se jab jab mile jawani chaho koi bane kahani parvat pe jab jhuke ghata toh kya ho barse chham chaam paani chham chaam paani paani re paani haai haai paani chham chaam paani ab ke saawan mein gir gayi bijuriya o hamka isak hua hai yaaron hamri koi khabariya lo hamka isak hua hai logon hamri koi khabariya lo ab lilla na der lagaaon jaldi dulha mujhe banaon ho tum mardo ka kaun bharosa kaagaz kalam dawad toh mangaaon ho tum mardo ka kaun bharosa kaagaz kalam dawad toh mangaaon naam tumhare likh di yeh saari umariya lo hamka isak hua hai yaaron hamri koi khabariya lo hamka isak hua hai logon hamri koi khabariya lo hamka isak hua hai yaaron hamri koi khabariya lo

更多 Shailendra

Shailendra →

相关歌词