Duniya Ka Maza Le Lo
ET

Duniya Ka Maza Le Lo 歌词

流派Classico
时长4:32
原文语言ET
浏览量395
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ET
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
duniya ka maza lelo, duniya tumhaari hai, yeh duniya tumhari -2 duniya tumhaari hai, yeh duniya tumhaari hai -2 duniya ka mazaaaa leeee loooo duniya ko laat maaro, duniya salaam kare duniya ko laat maaro duniya salaam kare mud mud salaam kare, jhuk jhuk salaam kare,bik bik salaam kare kabhi namaste ji to, kabhi raam raam kare -2 duniya ke baap ho tum duniya ke baap ho tum, duniya tumhaari hai, yeh duniyaa tumhaari hai duniya ka mazaaaa leeee loooo duniya se daro ge to, duniya dabaayegi -2 aankhen dikhaayegi, rob jamaayegi e ji hansi udaayegi chain na lene degi, jaan jalaayegi-2 taan ke seena chalo taan ke seena chalo, duniya tumhaari hai, yeh duniya tumhaari hai duniya ka mazaaaa leeee loooo duniya ke jitane nazaaren hai, tumhaare hai -2 yeh phool tumhaare hai, yeh taare tumhaare hai chanda tumhaara hai, chandaniyaan tumhaari hai -2 duniya ka mazaaaa leeee loooo duniya ka maza lelo, duniya tumhaari hai, yeh duniya

更多 Shamshad Begum

Shamshad Begum →

相关歌词