Jai Jai Naam (Praise Jesus' Name)
TL

Jai Jai Naam (Praise Jesus' Name) 歌词

专辑Raaja Hai Mahaan
年份2015
流派Gospel / Religious
时长4:54
原文语言TL
浏览量232
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

TL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Jai Jai Naam Yeshu Naam Gaoon mein subhoshaam Balheen ka sahaara paapiyon ka dost hai Tu Yeshu Tu hai kitna pyaara Shabd na kaise bataoon? Jai Jai Naam Yeshu Naam Gaoon mein subhoshaam Tujh mein bana rahoon to amrut phal laoon main Gaoon teri jai sadaa to Tujh sa ban jaoon main Jai Jai Naam Yeshu Naam Gaoon mein subhoshaam Tu hi hai jo mujhko bulaata Deta hai jeevan jal Teri shakti paaoon sadaa aur Yojanaaye safal ho jaaye Jai Jai Naam Yeshu Naam Gaoon mein subhoshaam

更多 Sheldon Bangera

Sheldon Bangera →

相关歌词