Abhi Nahi Jana (feat. Udit Narayan)
印地语

Abhi Nahi Jana (feat. Udit Narayan) 歌词

流派Alternativo Indie
时长5:19
原文语言印地语
浏览量844
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
abhi nahin jaana, abhi nahin jaana abhi nahin jaana, abhi nahin jaana dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana dil ka to kya hai, yeh to hai deewana dil ka to kya hai, yeh to hai deewana iski baaton mein mujhe nahi aana iski baaton mein mujhe nahi aana shaam ke rang khile hain mauke se hum bhi mile hain shaam ke rang khile hain mauke se hum bhi mile hain aur abhi honge shuru pyaar ke jo silsile hain pyaar ke jo silsile hain dil ko sambhaalo, maane to mana lo dil ko sambhaalo, maane to mana lo yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana jadoo tera chalne laga hai dil mera pighalne laga hai jadoo tera chalne laga hai dil mera pighalne laga hai tujhse door jaane ko faisla badalne laga hai faisla badalne laga hai shukriya tera kaha jo maana mera shukriya tera kaha jo maana mera aaja ab aake baahon mein samaa na aaja ab aake baahon mein samaa na abhi nahin jaana, abhi nahin jaana abhi nahin jaana, abhi nahin jaana dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana haan, dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana

更多 Shreya Ghoshal

Shreya Ghoshal →

相关歌词