Slow Motion (feat. Nakash Aziz)
印地语

Slow Motion (feat. Nakash Aziz) 歌词

流派Alternativo Indie
时长4:33
原文语言印地语
浏览量32
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Aaj ki shaam lage picture ka scene koi (Picture ka scene koi) Main hero jaisa aur tu heroine koi (Tu heroine koi) Story kahaan kahaan se Oh ghoom-ghaam ke Aa gayi motion mein Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein Slow motion mein Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein Slow motion mein Aaj ki shaam lage picture ka scene koi (Picture ka scene koi) Main bhi rangeen lagun tu bhi shauqeen koi (Tu bhi shauqeen koi) Umr pyaar ki hai aaj mood mein Aur apne hi motion mein Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein Slow motion mein Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein Slow motion mein Ring leke bade waali ik din Tujhe Maine kar lena hai win Ring leke bade waali ek din Tujhe Maine kar lena hai win Phir shaadi hogi Babies honge badlenge hum napkin Ab ho jaane do ji meeting Phir hogi humari setting Phir mummy papa ko bolenge Karo humaari wedding Hoga hill pe honeymoon Delay ismein nahi soon Din thode bache hain Relationship ke promotion mein Haan aaja aaja aaja Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein Slow motion mein Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein Slow motion mein Pyaar ho to aata hai maza nahi shoshan mein Slow motion mein Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein Slow motion mein Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein Slow motion mein, Slow motion mein Slow motion mein

更多 Shreya Ghoshal

Shreya Ghoshal →

相关歌词