Aaj Ki Raat (feat. Alisha & Mahalaxmi Iyer)
印地语

Aaj Ki Raat (feat. Alisha & Mahalaxmi Iyer) 歌词

流派Pop
时长6:11
原文语言印地语
浏览量255
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Shaam hai, jaam hai aur hai nasha Tan bhi hai, man bhi hai pighla hua Chhayi hai rangeeliyan Phir bhi hain betabiyaan Kyun dhadakta hai dil? Kyun yeh kehta hai dil? Deewana ko ab tak nahin hai yeh pata Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya? Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya? Do ghadi mein hi yahan jaane kya hoga Jo hamesha tha mera bhi mera hoga Kaun kiske dil mein hai faisla hoga Faisla hai yahi jeet hogi meri Oh, deewana ko ab tak nahin hai yeh pata Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya? Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya? Aao main tumse kahoon baat chupke se Rang badlegi pal mein raat chupke se Tumko le jaaonga phir saath chupke se Jaaoge tum kahan? Dekho main hoon yahan Deewana ko ab tak nahin hai yeh pata Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya? Aaj ki raat hona hai kya? Paana hai kya? Khona hai kya?

更多 Sonu Nigam

Sonu Nigam →

相关歌词