Aakhri Kadam Tak
印地语

Aakhri Kadam Tak 歌词

流派Pop
时长3:27
原文语言印地语
浏览量72
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Nazron se karam tak Imman se dharam tak Nazron se karam tak Imman se dharam tak Hakiqat se lekar bharam tak Dua se asar tak Yeh saare safar tak Fariston ke roshan shehar tak Aansu se jashan tak Janmo se janam tak Sehre ko saja ke kafan tak Tere sang hoon aakhri kadam tak Tere sang hoon aakhri kadam tak Tere sang hoon aakhri kadam tak Yeh raat kaali dhal jayegi Ulfat ki hogi phir se subah Jis desh aanshu na dard pale Hai wada main tujhse milunga wahan Jakhmon se marham tak Juda se milan tak Doli mein bitha ke dafan tak Tere sang hoon aakhri kadam tak Tere sang hoon aakhri kadam tak Tere sang hoon aakhri kadam tak Tere sang hoon aakhri kadam tak

更多 Sonu Nigam

Sonu Nigam →

相关歌词