Don't Say Alvida (feat. Shreya Ghoshal)
印地语

Don't Say Alvida (feat. Shreya Ghoshal) 歌词

流派Pop
时长3:19
原文语言印地语
浏览量34
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
ajeeb itefaaq hai kya mulaqat hai ajeeb itefaaq hai kya mulaqat hai mil gaye aaj phir koyi toh baat hai takkaluf chhodiye, aji taaruf kijiye aaye aur chal diye Don’t say alvida don’t say alvida Don’t say alvida na kaho alvida Don’t say alvida don’t say alvida Don’t say alvida na kaho alvida chalte chalte raahon mein rukane laga hoon aisa toh nahi tha jaisa ho gaya hoon chalte chalte raahon mein rukane laga hoon aisa toh nahi tha jaisa ho gaya hoon aaye hawa toh milu muskurake kisse sunaau karu teri baatein jaane kyun lagata hai yeh sapna kyun koyi ho raha hai apna aise kyun kho rahi hai duniiya kyun lage abb nahi hoon tanha takkaluf chhodiye, aji taaruf kijiye aaye aur chal diye Don’t say alvida don’t say alvida Don’t say alvida na kaho alvida Don’t say alvida don’t say alvida Don’t say alvida na kaho alvida shikawa nahi hai tujhase shikaayat nahi hai teri har baat mujhko achchhi lagati hai shikawa nahi hai tujhase shikaayat nahi hai teri har baat mujhko achchhi lagati hai dekho jo mudke darta hai yeh dil kahin raason pe kho na jaaye manzil tera yuun milana ek karam hai dil mera tod na kasam hai tere bina tanha tanha hum hai ruk ja zindagi kasam hai takkaluf chhodiye, aji taaruf kijiye aaye aur chal diye Don’t say alvida don’t say alvida Don’t say alvida na kaho alvida Don’t say alvida don’t say alvida Don’t say alvida na kaho alvida

更多 Sonu Nigam

Sonu Nigam →

相关歌词