Jeena Hai Tere Liye
ET

Jeena Hai Tere Liye 歌词

流派Pop
时长6:19
原文语言ET
浏览量679
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ET
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Jeena hain tere liye Marna hain tere liye Mujhko hain yaad sanam Tune jo vaade kiye Teri yaadein aa gayi Mere dil pe cha gayi Tujhe dhundu mein kaha Tu kahan hain meri jaan kahe Dil mera Jeena hain tere liye Marna hain tere liye Mujhko hain yaad sanam Tune jo vaade kiye Teri yaadein aa gayi Mere dil pe cha gayi Tujhe dhundu mein kaha Tu kahan hain meri jaan kahe Dil mera Jeena hain tere liye Marna hain tere liye Tere khayalon mein aajkal Raaton ko jaaga karu mein Kaise kategi yeh zindagi Har pal yeh socha karu mein Meri yaadein ro padi Jaise saawan ki jhadi Tune badla rasta Tu kahan hain kya pata Juda tu ho gayi Jeena hain tere liye Marna hain tere liye Mujhko mohabbat ke naam pe Tujhse mili hain judaai Leke tera naam aaj dil Dene laga hain duhai Mein to tanha reh gaya Jabse tera sang gaya Mere dil ko tod ke Naye rishte jod ke Kaha chali gayi Jeena hain tere liye Marna hain tere liye Mujhko hain yaad sanam Tune jo vaade kiye Ho ho teri yaadein aa gayi Mere dil pe cha gayi Tujhe dhundu mein kaha Tu kahan hain meri jaan kahe Dil mera Teri yaadein aa gayi Mere dil pe cha gayi Tujhe dhundu mein kaha Tu kahan hain meri jaan kahe Dil mera Jeena hain tere liye

更多 Sonu Nigam

Sonu Nigam →

相关歌词