Main Hoon Na (feat. Shreya Ghoshal)
印地语

Main Hoon Na (feat. Shreya Ghoshal) 歌词

流派Pop
时长5:59
原文语言印地语
浏览量3K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
kiska hai yeh tumko intezar main hoon na dekh lo idhar toh ek baar main hoon na kiska hai yeh tumko intezar main hoon na dekh lo idhar toh ek baar main hoon na khamosh kyun ho joh bhi kehna hai kaho dil chahe jitna pyar utna maang lo tumko milega utna pyar main hoon na kiska hai yeh tumko intezar main hoon na dekh lo idhar toh ek baar main hoon na kabhi joh tum socho ke tum yeh dekho arre kitna mujhko tumse pyar hai toh chup mat rehna yeh mujhse kehna arre koi kya aaisa bhi yaar hai dil hi nahin de jaan bhi de joh tumhe dil hi nahin de jaan bhi de joh tumhe toh main kahoonga sarkar main hoon na kiska hai yeh tumko intezar main hoon na dekh lo idhar toh ek baar main hoon na khamosh kyun ho joh bhi kehna hai kaho dil chahe jitna pyar utna maang lo tumko milega utna pyar main hoon na kiska hai yeh tumko intezar main hoon na dekh lo idhar toh ek baar main hoon na pa ra ra rum, pa ra ra rum pa ra ra rum, pa ra ra rum pa ra ra rum, pa ra ra rum pa ra ra rum, pa ra ra rum kehne ki ho dil mein koi baat mujhse kaho koi pal ho din ho ya ho raat mujhse kaho koi mushkil, koi pareshani aaye tumhe lage kuch theek nahi haalat mujhse kaho koi ho tamanna ya ho koi aarzoo koi ho tamanna ya ho koi aarzoo rehna kabhi na beqarar main hoon na kiska hai yeh tumko intezar main hoon na dekh lo idhar toh ek baar main hoon na khamosh kyun ho joh bhi kehna hai kaho dil chahe jitna pyar utna maang lo tumko milega utna pyar main hoon na kiska hai yeh tumko intezar main hoon na dekh lo idhar toh ek baar main hoon na

更多 Sonu Nigam

Sonu Nigam →

相关歌词