Zara Kareeb Aa (feat. Yamini Ghantasala)
印地语

Zara Kareeb Aa (feat. Yamini Ghantasala) 歌词

流派Pop
时长2:59
原文语言印地语
浏览量67
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
halka halka suroor hai aankhon mein kuch fitoor hai yaara tera saath chahiye lamha lamha jaagake jile mere saath mein ek mukammal raat chahiye yeh jo suroor vasle hai yahi chahaton ke fasaale hai chalak raha hai pyaar se ye dil bhara bhara zara zara zara zara kareeb aa zara zara zara zara zara zara kareeb aa zara zara zara zara kareeb aa zara zara zara zara zara zara kareeb aa raaz hai kyun humraaz ban khamoshiyan awaaz ban tujhse mera sawaal hai sanson ke hai charagon mein jalte hai tu dimag mein tu hi mera khayal hmm kuch bhatki si khwaahishein awaara farmaishein inko aitbaar de de tu ye jo hai betaabiyan ye jo hai bechainiyan inko ab karar de de tu yeh jo suroor vasle hai yahi chahaton ke fasaale hai chalak raha hai pyaar se ye dil bhara bhara zara zara zara zara kareeb aa zara zara zara zara zara zara kareeb aa zara zara zara zara kareeb aa zara zara zara zara zara zara kareeb aa mein sooraj hoon dhup ka tu saaye ki jheel hai khud mein mujhe utaar le main tera hi wajood hoon tujhmein main maujood hoon saath mujhe tu guzaar le aaja mere baahon mein bhar loon tujhko saanson mein zindagi mein bana loon tujhe rehne de agosh mein mat aane de hosh mein bekhudi main bana loon tujhe yeh jo suroor vasle hai yahi chahaton ke fasaale hai chalak raha hai pyaar se ye dil bhara bhara zara zara zara zara kareeb aa zara zara zara zara zara zara kareeb aa zara zara zara zara kareeb aa zara zara zara zara zara zara kareeb aa

更多 Sonu Nigam

Sonu Nigam →

相关歌词