Mashooqa Mashooqa Main Teri
MS

Mashooqa Mashooqa Main Teri 歌词

流派Alternativo Indie
时长7:21
原文语言MS
浏览量432
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Dilbar humse zara nazrein mila Jalwa dikha koi jadoo chala Jadoo chala ke mere dil ko chura Dil ko chura ke mujhe apna bana Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Teri nazar ka jadoo chala hai Nigahon mein meri nasha hi nasha hai Teri nazar ka jadoo chala hai Nigahon mein meri nasha hi nasha hai Tu hi bata de mujhe kya huwa hai Na mujhko pata hai na dil ko pata hai Husn mera keh raha hai Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Sab ke dilon mein meri tamanna Aayi hai mujh par aisi jawaani Sab ke dilon mein meri tamanna Aayi hai mujh par aisi jawaani Baahon mein bhar ke mujhe choom le tu Main hoon deewane teri deewani Jaan meri paas aaja Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Dilbar humse zara nazrein mila Jalwa dikha koi jadoo chala Jadoo chala ke mere dil ko chura Dil ko chura ke mujhe apna bana Zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa Mashooqa mashooqa main teri mashooqa

更多 Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

相关歌词