Mast Kalandar
印地语

Mast Kalandar 歌词

流派Alternativo Indie
时长5:51
原文语言印地语
浏览量552
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
mast kalandar meri jawani apni daulat kahan chupani ishq bina main hui deewani Ooh la la la main sabki Laila koi aake mujhe utha le mujhse hi koi mujhe chura le dil se aake koi laga le hasti gaati main sabki Laila mast kalandar meri jawani apni daulat kahan chupani ishq bina main hui deewani Ooh la la la main sabki Laila jawa jism se tu le le maza pyaar ka mere husn ki hai deewani duniya yeh kaisa hua hai mujhko nasha yaar ka khushi mein khushi ki khili hai kaliyan hothon se hothon ko laga le sanson se sanson ko mila le pathar se sheesha takra le Ooh la la la main sabki Laila chupke chupke koi pata le chori chori koi fasa le kisi tarah se koi mana le mast kalandar main sabki Laila in rangili wadiyon mein thand se jalta badan chum li bhavro ne kaliyan pyaar se khilta chaman jhumti lehro ko chuke dolne lagta hai tann bekhudi mein jhan jhanake jhumne lagta hai mann har taraf behte hai jharne phir bhi kyun hai dil pyasa dard badhta ja raha hai kyun milan ki hai aasha paani mein bhi aag laga doon mitha mitha dard jaga doon dariya mein tufan utha doon mast kalandar main sabki Laila koi aake mujhe utha le mujhse hi koi mujhe chura le dil se aake koi laga le hasti gaati main sabki Laila mast kalandar meri jawani apni daulat kahan chupani ishq bina main hui deewani Ooh la la la main sabki Laila You make me feel so good

更多 Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

相关歌词