Sajan Se Milne Jaana Pada
MS

Sajan Se Milne Jaana Pada 歌词

流派Alternativo Indie
时长4:19
原文语言MS
浏览量1.2K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Deewana dil deewana, deewana dil deewana dil deewana, deewana dil. Dil hai deewana, ek nahi mana dil ko bada samjhana pada haye sajna se milne jana pada haye dil hai deewana, ek nahi mana dil ko bada samjhana pada haye sajna se milne jana pada... Dil deewana ek nahi mana dil ko bada samjhana pada cham chama cham chama chama cham jhanjhariya ko chankana pada haye sajna se milne jana pada Dil deewana ek nahi mana dil ko samjhana pada cham chama cham chama chama cham jhanjhariya ko chankana pada haye sajna se milne jana pada... Laaj mujhe roke hai preet mujhe kheeche laaj mujhe roke hai preet mujhe kheeche chali re chali re maito ankhiyon ko meeche chali re chali re maito ankhiyon ko meeche... Pyar kiya toh kiya sharmana akhir ghunghta uthana pada haye sajna se milne jana pada... Rutha huwa rab mera maan ke na maane rutha huwa rab mera maan ke na maane nikli hoon maito mere piya ko manane nikli hoon maito mere piya ko manane mushkil hai mera laut ke jana sajde mein sar ko jhukana pada haye sajna se milne jana pada... Dil deewana ek nahi mana dil ko bada samjhana pada cham chama cham chama chama cham jhanjhariya ko chankana pada haye sajna se milne jana pada... Deewana dil deewana, deewana dil deewana dil deewana deewana dil..

更多 Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

相关歌词