Teri Yaad Bahut Ab
印度尼西亚语

Teri Yaad Bahut Ab 歌词

流派Alternativo Indie
时长5:49
原文语言印度尼西亚语
浏览量1.1K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
teri yaad bahut ab aane lagi hain ek jaan hain ab woh jaane lagi hain tanha tanha ham rehne lage hain tanhaai bada tadpaane lagi hain teri yaad bahut ab aane lagi hain ek jaan hain ab woh jaane lagi hain tanha tanha ham rehne lage hain tanhaai bada tadpaane lagi hain yeh pal jaane kyon aate hain woh pal jaane kyon jaate hain yaadon ka yeh kaisa dariya ham pal mein hi beh jaate hain maaloom nahi saahil hai kahaan maaloon nahi manzil hai kahaan iss haal mein jeena mushkil hain har saans tujhe hi bulaane lagi hain teri yaad bahut ab aane lagi hain ek jaan hain ab woh jaane lagi hain kabhi milte ho tum khwaabon mein kabhi milte ho tum yaadon mein apana bankar kyon rehte ho dilbar mere inn aankhon mein har waqt mere nazdeek raho kuchh meri suno kuchh apani kaho teri yaadon pe jo khushbu hain meri saanson ko mehkaane lagi hain teri yaad bahut ab aane lagi hain ek jaan hain ab woh jaane lagi hain tanha tanha ham rehne lage hain tanhaai bada tadpaane lagi hain

更多 Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

相关歌词