Tumko Kitnaa Hai Mujhse Pyaar
土耳其语

Tumko Kitnaa Hai Mujhse Pyaar 歌词

流派Alternativo Indie
时长6:16
原文语言土耳其语
浏览量381
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

TR
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa tumko kitnaa hai mujhse pyaar tumko kitnaa hai mujhse pyaar tum kaho to sahi ek baar haaN kaho to sahi ek baar hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa ye bataa dooNgaa hai kitnaa pyaar ye bataa dooNgaa hai kitnaa pyaar tum milo to sahi ek baar haaN milo to sahi ek baar aaj to mere seene mein kuchh halchal si hai jaanaa paas zaraa aake dekho tum dil hai kitnaa deevaanaa ho aaj to mere seene mein kuchh halchal si hai jaanaa paas zaraa aake dekho tum dil hai kitnaa deevaanaa teri betaabi ko ham samjhe pahli baar tere mere beech mein hai thoDaa intezaar hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa paas tum aur ye intezaar paas tum aur ye intezaar kyaa karein kyaa karein bolo yaar haaN kyaa karein kyaa karein bolo yaar tum bhi hoNThoN se kah do na chaahat ki in baatoN ko mere dil tak pahuNchaa do tum apne jazbaatoN ko ho tum bhi hoNThoN se kah do na chaahat ki in baatoN ko mere dil tak pahuNchaa do tum apne jazbaatoN ko meri is dhaDkan ko tum jitnaa taDpaaoge is bechaini mein hamko tum kaise samjhaaoge ham ye kahte raheinge baar baar ham ye kahte raheinge baar baar hamko hai sirf tumse hi pyaar haaN hamko hai sirf tumse hi pyaar hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa hey hey hey hey ey hey hey hey hey ey hey hey hey hey aa haa tumko kitnaa hai mujhse pyaar tumko kitnaa hai mujhse pyaar tum kaho to sahi ek baar haaN kaho to sahi ek baar

更多 Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

相关歌词