Woh Bas Main Hoon
MS

Woh Bas Main Hoon 歌词

流派Alternativo Indie
时长5:13
原文语言MS
浏览量486
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Tum Idhar Ek Nazar Dekho Nahi Toh Pachtaaoge Kahin Bhi Koi Bhi Mere Jaisa Tum Nahin Paoge Yahan Wahan, Jaao Jahan Yahan Wahan, Chahein Jaao Jahan Mere Jaisa Hoga Kahan Jisme Yahan Saari Khoobiyan Hai Woh Bas Main Hoon, Bas Main Hoon...(2) Koi Doosara Nahin...(3) Main Kya Hoon Tum Bhi Dekho Na Main Hoon, Bas Main Hoon, Bas Main Hoon Koi Doosara Nahin...(2) Main Kya Hoon Tum Hi Dekhona, Dekho Dekho Dekho Na Tum Kya Ho Kaise Ho Chodoo Mujhe Kya Samjhaaoge Kahin Bhi Dekho Toh Apne Jaise Hazaroon Paaoge Tumse Jawan Ghume Lakho Yahan Woh Bechare Woh Bezabaan Unko Kahan Aisi Galat Fhemiyan Ke Main Hoon Bas Main...Doosara Nahin,...(2) Main Hoon, Bas Main...Doosara Nahin,...(2) In Baaton Se Baaz Aao Na Jaao Jaao Jaao Na Jo Main Kahon, Raat Mein Ho Din Din Mein Raat Ho Kyun Main Sunu Aisi Jo Be Sar Per Ki Baat Ho Tum Yeh Sun Lo, Tum Yeh Samjho Tyum Yeh Jaano Jisme Saari Khoobiya Hai Main Hoon, Bas Main...Doosara Nahin,...(2) Jaao Jaao Jaao Na Kya Jaane Kyun Dil Ye Chahe Tum Jo Kaho Main Maan Loon Hairaan Hoon Tumne Kya Samjha Kya Jaana Main Kaun Hoon Maine Samjha Maine Jaana Maine Maana Jismein Saari Khoobiya Hain Tum Ho Bas Tum Ho Ba5 Tum Ho.... Koi Doosara Nahin...(3) Bas Yeh Hi Kehti Jaao Na Jaao Jaao Jaao Na

更多 Sunidhi Chauhan

Sunidhi Chauhan →

相关歌词