Saaiyaan Ve
EO

Saaiyaan Ve 歌词

时长4:48
原文语言EO
浏览量1.6K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

EO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ik Banjaara Iktaare Par Kabse Gaave Jeevan Hai Ik Dor Dor Uljhe Hi Jaave Aasani Se Girhe Kulti Nahin Hai Mann Vo Hatila Hai Jo Phir Bhi Suljhaave Raahi Ka To Kaam Hai Chalta Hai Jaave Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Sun Sun Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Tinka Tinka Chidiya Laave Aise Apna Ghar Woh Banaave Zarra Zarra Tu Bhi Jod Ke Ik Gharonda Bana Boond, Boond Hai Banta Saagar Dhaga Dhaga Banti Chaadar Dheere Dheere Tun Hi Tu Bhi Apna Jeevan Saja Seenchta Hai Yahaan Jo Bagiya Ko Wohi Phool Bhi Paave Raahi Ka To Kaam Hai Chalta Hi Jaave Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Sun Sun Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Din Hai Parbat Jaise Bhaari Raatein Bojhol Bojhol Saari Tu Yeh Sochta Hai Raah Kaise Aasaan Ho Saari Anjhaani Hai Raahein Jin Mein Dhoondein Teri Nigaahein Koi Aisa Pal Jo Aaj Ya Kal Meherbaan Ho Ghoomein Kab Se Dagar Dagar Tu Mann Ko Yeh Samjaave Raahi Ka To Kaam Hai Chalta Hi Jaave Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Sun Sun Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Ik Banjaara Iktaare Par Kabse Gaave Jeevan Hai Ik Dor Dor Uljhe Hi Jaave Aasani Se Girhe Kulti Nahin Hai Mann Vo Hatila Hai Jo Phir Bhi Suljhaave Raahi Ka To Kaam Hai Chalta Hai Jaave Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Sun Sun Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve Saaiyaan Ve

更多 Ta Ra Rum Pum

Ta Ra Rum Pum →

相关歌词