Akoon Mil Gaya
印度尼西亚语

Akoon Mil Gaya 歌词

流派Classico
时长5:48
原文语言印度尼西亚语
浏览量326
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
maut aaye jise sakoon mil gaya ke murjaya hua phool to khil gaya tadapte to voh hain jo martein nahi zamane se kuch log dartein nahi kahe aur kya hum to hairan hai khuda jane kase yeh insaan hai kabhi tutkar jo bhikartein nahi zamane se kuch log dartein nahi kisi ki bhi parvah kartein nahi zamane se kuch log dartein nahi nigahoon mein mausam hai barshat ka bane kuch bahana mulakat ka judai mein ab din gujartein nahi zamane se kuch log dartein nahi kisi ki parvah kartein nahi zamane se kuch log dartein nahi kai jindgi se hare hue kai jindgi ke mare hue sabhi maut aane se martein nahi zamane se kuch log dartein nahi kisi ki bhi parvah kartein nahi zamane se kuch log dartein nahi

更多 Udit Narayan and Lata Mangeshkar

Udit Narayan and Lata Mangeshkar →

相关歌词