Dekho Kanha Nahi Maanat Batiya
土耳其语

Dekho Kanha Nahi Maanat Batiya 歌词

流派Classico
时长9:43
原文语言土耳其语
浏览量386
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

TR
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
dekho kaanha nahi maanat batiyaan chaliya chhede baansuriya dekho kaanha nahi maanat batiyaan bansi baja ke kare barjori binati karu par maane nahi mori dekho - dekho roke hamari dagariya jamuna pe aayi bharan gagariya jamuna pe aayi bharan ... neer bharat jamuna tat par jab bhar bhar neer uthaayi gagar tab dagar chalat mohe chhedat langar hato jaao ji kunvar, phooti jaat gagar mohe chhod chhod maadhav, maadhav, maadhav -3 jamuna pe aayi bharan gagariya main to bholi shyaama gujariya bhari gagari pe maare kankariya chhaliya chhede baansuriya dekho kaanha nahi maanat batiyaan deem taare naadir dena dere na deem ta deem ta deem naadir dena dere na naadir na deem ta deem ta deem ta deem dere na dere na deem o dir dir taani deem taani deem dere na ta deem ta deem ta deem ta deem dere na dha kith tak dhum kit tak dhi taa, dha taa, dha ta deem taare naadir dena dere na dere na dere na gopaal! gopaal! gopaal! bin gopaal bhayo braj suno kahaan ho gopaal -3 bin gopaal bhayo braj suno madhuvan soono, yamuna suni aaj kadam ki chhainya suni yashoda ko ghar aangan suno nand baaba ki akhiyaan suni sooni sooni dadhi ki matakiyaan raadha raani ko man suno kahaan ho gopaal -3

更多 Udit Narayan and Lata Mangeshkar

Udit Narayan and Lata Mangeshkar →

相关歌词