Tere Chehre Pe Mujhe
ET

Tere Chehre Pe Mujhe 歌词

流派World Music
时长7:11
原文语言ET
浏览量285
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ET
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
ere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain pyar chhupta nahi jitna bhi chhupale chahe teri aankhon mein bhi ikaraar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere baaton mein bhi ijhaar nazar aata hain maine khwaabon mein kabhi jiski tamanna ki thi teri surat mein woh dildaar nazar aata hain - 2 hey.. ah.. lala.. lala.. hey.. aah.. tune is dil mein machayi hai yeh kaisi hulchul main tere pyar mein kutch aaisa hua hu paagal tune is dil mein machayi hai yeh kaisi hulchul main tere pyar mein kutch aaisi hui hu paagal - 2 mujhe khud mein tera deedar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain (meri aankhon se yu neendo ko udane wale meri dhadkan mein chup chap samane wale) - 2 meri dhadkan mein chup chap samane wale meri chahat ka tu haqdaar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain (ho gaya dil pe mere pyar ka kutch aaisa asar na pata apna mujhe ma hai zamane ki khabar) - 2 na pata apna mujhe ma hai zamane ki khabar main jahan dekhu tu har baar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain maine khwaabon mein kabhi jiski tamanna ki thi teri surat mein woh dildaar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain

更多 Vinod Rathod

Vinod Rathod →

相关歌词