Main Tera Ho Gaya
印地语

Main Tera Ho Gaya 歌词

流派Pop
时长3:24
原文语言印地语
浏览量145
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
yeh safar mera tere sang shuru hua hai main tera musafir tu mera raasta yeh safar mera tere sang shuru hua hai main tera musafir tu mera raasta aadatein teri hone lagi pehli mohabbat tu hi hai aakhiri is kadar tu mujhmein shaamil ho gaya haaye dekh le main tera ho gaya haaye dekh le main tera ho gaya tujhse milke poora ho gaya haaye dekh le main tera ho gaya tere khayalon ko hi duniya bana ke ab main rehta hoon sabse bekhabar ik pal ka faasla bhi tujhse ganwara na ho taa umar ka hai yeh safar sau martaba tere liye apne khuda se vaade maine kiye ishq mera tere kaabil ho gaya dekh le main tera ho gaya haaye dekh le main tera ho gaya tujhse milke poora ho gaya haaye dekh le main tera ho gaya

更多 Yasser Desai

Yasser Desai →

相关歌词