Adhura
印地语

Adhura 歌词

流派Hip Hop Rap
时长2:51
原文语言印地语
浏览量150
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
tujh ko mere dil pe aitbaar hua hai tum ko bhi tou mera intezaar hua hai hun mein adhura ab tere bina haay hun mein adhura ab tere bina pehla nasha hai bin tere kya mein chahat ka meri dil ye gawaah hairaniyon mein saansein meri hain aa puch le tu haal hee mera mein chahta hun teri panahein tere pyaar se waqif hun mein tum ko hee jaanu tera he pata hai mujh tak jo pahanche tu hee mera raasta hai tere bina jeena dushvaar kiya hai tere hi wafa se iqrar kiya hai hun mein adhura ab tere siva haay hun mein adhura ab tere bina dil mera harpal, tujhko pukarey teri taraf hee, jata hun mein teri adayein jadu chalayin har pal hai meri yaadon mein tu Oh aankhein mila le sab ko bhula ke meri subha mein raaton mein tu tujh ko mere dil pe aitbaar hua hai tum ko bhi tou mera intezaar hua hai hun mein adhura ab tere bina haay hun mein adhura ab teeeee ae ae

更多 Zack Knight

Zack Knight →

相关歌词