Baazi Kisi Ne Pyaar Ki
التركية

كلمات Baazi Kisi Ne Pyaar Ki

النوعWorld Music
المدة3:33
اللغة الأصليةالتركية
المشاهدات946
Aaإعدادات القراءة
حجم النص 18

الكلمات الأصلية

TR
الترجمة غير متاحة بعد. نعرض الكلمات الأصلية.
Ek pyaasa tujhe maikhaana diye jaata hai Jaate-jaate bhi ye nazaraana diye jaata hai Baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di Jaise guzar saki ye shab-e-ghum guzaar di Baazi kisi ne... Saahil karega yaad usi naamuraad ko Kashti khushi se jisne bhanvar mein utaar di Baazi kisi ne... Chal pade safar ko to mud ke kya dekhna Duniya ne usko sada baar-baar di Baazi kisi ne...

المزيد من Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

كلمات ذات صلة