Gazab Ka Hai Yeh Din
ヒンディー語

Gazab Ka Hai Yeh Din 歌詞

ジャンルPop
時間5:25
原文言語ヒンディー語
閲覧数172
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
chal pade hain hum aisi raah pe befikar hue ke ab jaana kahan lapata hue saare raaste dhoondega humein yeh zamana kahan yeh samaa hai kaisa muskurane jaisa dheemi baarishein hain har jagah yeh nasha hai kaisa doob jaane jaisa jaagi khwaishein hain har jagah gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din dekho zara gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din dekho zara paani hoon paani main haan behne do mujhe jaisa hoon waisa hi rehne do mujhe duniya ki bandishon se mera naata hai kahan rukna theharna mujhko aata hai kahan yeh samaa hai kaisa muskurane jaisa dheemi baarishein hain har jagah yeh nasha hai kaisa doob jaane jaisa jaagi khwaishein hain har jagah gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din dekho zara gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din dekho zara neeli hai kyun zameen neela hai kyun samaa lagta hai ghaas par soya aasmaan yeh mastiyan meri manmaniyan meri lo mil gayi mujhe aazadiyan meri yeh samaa hai kaisa muskurane jaisa dheemi baarishein hain har jagah yeh nasha hai kaisa doob jaane jaisa jaagi khwaishein hain har jagah gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din dekho zara gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din dekho zara chal pade hain hum aisi raah pe befikar hue ke ab jaana kahan lapata hue saare raaste dhoondega humein yeh zamana kahan yeh samaa hai kaisa muskurane jaisa dheemi baarishein hain har jagah yeh nasha hai kaisa doob jaane jaisa jaagi khwaishein hain har jagah gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din dekho zara gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din gazab ka hai yeh din dekho zara

Arijit Singh の他の曲

Arijit Singh →

関連歌詞