Ijazat
ヒンディー語

Ijazat 歌詞

ジャンルPop
時間4:41
原文言語ヒンディー語
閲覧数238
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Kaise bataayein, kaise jataayein Subah tak tujhmein jeena chaahein Bheege labon ki, geeli hansi ko Peene ka mausam hai peena chaahein Ek baat kahoon kya ijazat hai Tere ishq ki mujhko aadat hai Aadat hai Aadat hai, aadat hai ooo Aadat hai Ehsaas tere aur mere toh Ek dooje se jud rahe Ek teri talab mujhe aisi lagi Mere hoosh bhi udne lage Mujhe milta sukoon teri baahon mein Jannat jaisi ek raahat hai Ek baat kahoon kya ijazat hai Teri ishq ki mujhko aadat hai Kyun sabse judaa Kyun sabse alag Andaaz tere lagte Beshakh taham saaye se tere Har sham lipaatte hain Har waqt mera kurbat mein teri Jab gusre toh ibaadat hai Ek baat kahoon kya ijazat hai Tere ishq ki mujhko aadat hai Aadat hai, ooo Aadat hai Teri aadat hai

Arijit Singh の他の曲

Arijit Singh →

関連歌詞