Kya Pataa
ヒンディー語

Kya Pataa 歌詞

ジャンルPop
時間3:26
原文言語ヒンディー語
閲覧数28
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
khamosh rehne mein dum ghutta hai aur bolne se zabaan chhilti hai darr lagta hai nange paaon mujhe koi kabr paaon tale hilti hai paresaan hoon zindagi se kya pataa kab kahaan se, maaregi zindagi kya pataa kab kahaan se, maaregi zindagi bas ke main zindagi se darta hoon bas ke main zindagi se darta hoon maut ka kya hai ek baar maaregi dhool udne lagti hai jab shaam ki sab kaanch bhar jaate hain gard se main darta hoon main darta hoon dil jab dhadakne se thakne lage neend aane lagti hai tab dard se anjaan hoon zindagi se kya pata kab kahaan se maaregi zindagi kya pata kab kahaan se maaregi zindagi bas ke main zindagi se darta hoon bas ke main zindagi se darta hoon maut ka kya hai ek baar maaregi

Arijit Singh の他の曲

Arijit Singh →

関連歌詞