Phir Kabhi
ヒンディー語

Phir Kabhi 歌詞

ジャンルPop
時間3:36
原文言語ヒンディー語
閲覧数273
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
yeh lamha jo tehra hai mera hai yeh tera hai yeh lamha main jee loon zara tujhme khoya rahun main mujhme khoyi rahe tu khud ko dhoond lenge phir kabhi tujhse milta rahoon main mujhse milti rahe tu khud se hum milenge phir kabhi haan aa phir kabhi kyun bewajah gungunaye kyun bewajah muskuraaye palke chamakne lagi hai ab khwab kaise chupaye behki si baatein karle hans hans ke aankhen bhar le yeh behoshiyaan phir kahaan tujh mein khoya rahun main mujh mein khoyi rahe tu khud ko dhoond lenge phir kabhi tujhse milta rahoon main mujhse milti rahe tu khud se hum milenge phir kabhi aa haan phir kabhi dil pe taras aa rahan hain pagal kahi ho na jaayein woh bhi main sun ne laga hoon jo tum kabhi kehna paaye ye subha phir aayegi ye shaamein phir aayengi ye nazdeekiyan phir kahaan tujhme khoya rahun main mujhme khoyi rahe tu khud ko dhoond lenge phir kabhi tujhse milta rahoon main mujhse milti rahe tu khud se hum milenge phir kabhi haan aa phir kabhi

Arijit Singh の他の曲

Arijit Singh →

関連歌詞