Saanson Ko
ヒンディー語

Saanson Ko 歌詞

ジャンルPop
時間4:49
原文言語ヒンディー語
閲覧数274
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Saanson ko jeene ka ishaara mill gaya Dooba main tujhme to kinara mill gaya Saanson ko jeene ka ishara mil gaya Zindagi ka pata dobara mil gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga Aaraam de tu mujhe, barson ka hun main thaka Palkon pe raatein liye, tere waste main jaga Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahaara mill gaya Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara Main raaz tujhse kahun humraz ban ja zara Karni hai kuch guftgu alfaaz ban ja zara Juda jab se hua Tere bina khamosh rehta hoon me Labon ke paas aa Ab tu aawaaz bann ja zara Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya Tu mila to Khuda ka sahara mill gaya Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada

Arijit Singh の他の曲

Arijit Singh →

関連歌詞