Bairiya
ヒンディー語

Bairiya 歌詞

ジャンルFolk
時間4:31
原文言語ヒンディー語
閲覧数63
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
re baandhe, re baandhe, re baandhe mann se mohe baandhe haan mohe baandh lo nainon ki dor se hai yeh pyaar kaisa iska raaz hai kya bol de keh bhi de kabhi sakoon kabhi laage bala hai kabhi dua kabhi laage halaa hai nainon se yeh kya ho chalaa hai bairiya o bairiya, mujhe sataa na bairiya bairiya o bairiya, mujhe sataa na bairiya kaisi yeh thi jo raatein jaage taaron ko chhaanate re kaisi yeh thi jo raatein jaage raatein hai jaage aur taaron ko chhaanate re palkon ki dibiyon mein rehte khwaab hain udne ko kehte haathon se chhoota, chhoota chala dariya, dariya bairiya, mujhe sataa na bairiya udne lagi hai khamoshi se baaton ki parchiyaan udne lagi hai khamoshi se khamoshi se baaton ki parchiyaan hone lagi aadhi-aadhi aankhon se hi kai baatein saansein jala ishq ki sardiyaan... bairiya bairiya o bairiya bairiya o bairiya, mujhe sataa na bairiya bairiya o bairiya, mujhe sataa na bairiya kabhi dua kabhi kabhi halaa bairiya o bairiya

Atif Aslam の他の曲

Atif Aslam →

関連歌詞