Lab Pae Aati
ヒンディー語

Lab Pae Aati 歌詞

アルバムI Believe
年2011
ジャンルGospel / Religious
時間4:19
原文言語ヒンディー語
閲覧数36
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Lab pe aati hai, dua ban ke tamanna meri Lab pe aati hai, dua ban ke tamanna meri Zindagi shamma ki surat ho, khudaya meri Zindagi shamma ki surat ho, khudaya meri Lab pe aati hai, dua ban ke tamanna meri Ho mere dum se yuhin mere watan ki zeenat Ho mere dum se yuhin mere watan ki zeenat Jis tara phool se hoti hai chaman ki zeenat Jis tara phool se hoti hai chaman ki zeenat Zindagi ho meri parwaane ki soorat ya rab Zindagi ho meri parwaane ki soorat ya rab Ilm ki shamma se ho mujko mohabbat ya rab Ilm ki shamma se ho mujko mohabbat ya rab Ho mera kaam ghareebon ki himayat karna Ho mera kaam ghareebon ki himayat karna Dard mando se zaeefon se muhabbat karna Dard mando se zaeefon se muhabbat karna Mere Allah burai se bachana mujhko Mere Allah burai se bachana mujhko Naik jo raah ho uss reh par chalana mujhko Mere Allah burai se bachana mujhko Naik jo raah ho uss reh par chalana mujhko Mere Allah burai se bachana mujhko Naik jo raah ho uss reh par chalana mujhko Mere Allah burai se bachana mujhko

Irfan Makki の他の曲

Irfan Makki →

関連歌詞