Agar Tum Saath Ho / Maahi Ve
ヒンディー語

Agar Tum Saath Ho / Maahi Ve 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
時間5:14
原文言語ヒンディー語
閲覧数598
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
Behti Rehti Nahar Nadiya Si Teri Duniya Mein Meri Duniya Hai Teri Chaahaton Mein Tu saath hai Ho din raat hai Agar tum saath ho Tu saath hai Din raat hai Saaya saaya, maahi ve! Maahi ve! Meri har baat mein saath tu hai Mahi Ve! Maahi Ve! Mere saare haalaat tu Yeh jeena bhi, na jeena bhi Hai dono ka tumse hi vaasta Main hi to hoon tera pataa Hai doosra naa koi raasta Tum Saath Ho Ya Na Ho Kya Fark Hai Bedard Thi Zindagi Bedard Hai Tu saath hai Dinn raat hai Agar tum saath ho Tu saath hai Din raat hai Saaya saaya, maahi ve! Maahi ve! Meri sab raaz, kal-aaj, tu hai Mahi Ve! Maahi Ve! Meri har udaan ek tu Pal Bhar Thahar Jaao Dil Ye Sambhal Jaaye Kaise Tumhe Roka Karun Meri Taraf Aata Har Gham Phisal Jaaye Aankhon Mein Tum Ko Bharun Bin Bole Baatein Tumse Karun ‘Gar Tum Saath Ho Tum saath ho

Jubin Nautiyal の他の曲

Jubin Nautiyal →

関連歌詞