Pehli Baarish Mein
ヒンディー語

Pehli Baarish Mein 歌詞

ジャンルAlternativo Indie
原文言語ヒンディー語
閲覧数101
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
tere aane pe jaane kyun meri duniya thehar jaaye tu jaaye toh jaane kyun tera chehra nazar aaye har subah ghar se niklun kisi aur jagah jaane ko par raah woh le leta hoon jo tere ghar jaaye main bheegna chahta hoon tere pyar ki barsaaton mein kahin beet na jaaye saavan isi guzarish mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein dil dil nahi raha mera teri chahat mein dil dil nahi raha mera teri chahat mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein taare dhoondha karta hoon bhari barsaaton mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein pehli baarish mein haan tere lab se boondein jo takraye teri zulfon se jo chhalak jaaye paani mein aag hi lag jaaye iss bheegi raat mein usmein meri koyi galti nahi kabhi chalti hai kabhi chalti nahi dhadkan yeh meri sambhalti nahi jab tu ho saath mein aankhein na kholun iss dar se tera khwaab toot na jaaye kya haal kar diya mera teri khwahish ne main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein deewana deewana deewana chahat mein teri main deewana ho ho deewana deewana deewana chahat mein teri main deewana hothon ki yeh narmiyan saavan ki yeh bijliyan aankhon mein khone do hoti hai hone do thodi haseen galtiyan aye badal aaj baras ja meri sifarish mein aye badal aaj baras ja meri sifarish mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein dil dil nahi raha mera teri chahat mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein taare dhoondha karta hoon bhari barsaaton mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein main ho gaya hoon deewana pehli baarish mein

Jubin Nautiyal の他の曲

Jubin Nautiyal →

関連歌詞