Rasiya Reprise
ヒンディー語

Rasiya Reprise 歌詞

ジャンルInstrumental
原文言語ヒンディー語
閲覧数33
Aa表示設定
文字サイズ 18

原文歌詞

HI
翻訳はまだありません。原文を表示しています。
mera darpan akhiyan teri tujhko tarsein akhiyan meri jeena mujhko raas aane laga jab se chahkiin batiyan teri jogan, tera mara rasiya jag jeeta, dil hara rasiya pag tere chaubare thahre sadke main banjara rasiya rasiya ye tera hua, tune jiya moh liya rasiya ne tera hai jo wahi tujhe saump diya ho, galiyon mein teri phir raha hoon chhodke main rezgari goya nasamjhi hai ye meri ya ki teri hoshiyari? zikr tera in labon pe din-rain hai, din-rain hai man mein tu hai, man tabhi to bechain hai, bechain hai bankar tera yaara rasiya soche na dobara rasiya pag tere chaubare thahre sadke main banjara rasiya rasiya ye tera hua, tune jiya moh liya rasiya ne tera hai jo wahi tujhe saump diya tum rahe na tum, hum rahe na hum thode hum mein tum, thode tum mein hum jogan, tera mara rasiya, rasiya jag jeeta, dil hara rasiya dil hara rasiya, rasiya, rasiya

Pritam の他の曲

Pritam →

関連歌詞