Chalti Hai Purvaai
힌디어

Chalti Hai Purvaai 가사

장르Pop
길이5:14
원문 언어힌디어
조회수574
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain jaana hume us paar humko bulaata hai pyaar chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain jaana hume us paar humko bulaata hai pyaar chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain yahan se aur aage wahan se aur aage na koi bhi gaya ho jahan se aur aage suna tumne nahin hai koyee jannat kahin hain wahan sab kuch milega yahan kuch bhi nahi hai rehte hai sabhi bhagwan wahan abhi pohcha nahin insaan wahan chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain jaana hume us paar humko bulaata hai pyaar chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain pawan se pankh maangke gagan ki aur ud chale main tera haath thaam loon tu mera haath thaam le zara dekho to wahan par woh neele aasmaan par woh jaadugar hai koyee kisi ka ghar hai wahan par jaadugar se kaho koyee jaadu kare saari khushiyon se sab ki jebe bhare chalti hai purvaai chal hum bhi chalte hain panchiyon ke saath saath hum bhi nikalte hain jaana hume us paar humko bulaata hai pyaar humko bulaata hai pyaar humko bulaata hai pyaar humko bulaata hai pyaar

Alka Yagnik의 다른 곡

Alka Yagnik →

관련 가사