Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai
MS

Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai 가사

장르Pop
길이5:37
원문 언어MS
조회수512
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Chhota sa mann hai, mann me sanam hai sanam ek khwab hai, khwab hai bas khwab hai khwab hai, khwab hai kya yahee ishk hai, kya yahee ishk hai ishk ek behta dariya jo kabhee naa thama ishk ek aisa sapna jo naa hasil huwa gar ishk hai khuda toh khuda dard deta hai kyun ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk chhota sa mann hai, mann me sanam hai chhota sa mann hai hmm hmm hmm hmm hmm aankho me jo sapna tha, lagta kitna apna tha dil kee nagree me rehta tha, sanso me phulo sa khilta tha chhota sa mann hai, aa mann me sanam hai chhota sa mann hai ishk patta patjhad kaa jo kahee naa tika ishk aansu aankho kaa jo rukaye naa ruka gar ishk hai khuda toh khuda, dard deta hai kyun ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk chhota sa mann hai, mann me sanam hai chhota sa mann hai yeh jindagee kal tere nam thee, khushee kaa paigam thee aaj naa too hai naa teraa sath hai teraa chhoda huwa har lamha pas hai chhota sa mann hai, mann me sanam hai sanam ek khwab hai, khwab hai bas

Alka Yagnik의 다른 곡

Alka Yagnik →

관련 가사