Jao Tum Chahe Jahan
MS

Jao Tum Chahe Jahan 가사

장르Pop
길이7:23
원문 언어MS
조회수2.6K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
hmm mm hmm mm mm mm hmm hmm hmm mm hmm mm mm hmm mm hmm jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan ke ek ladka duniya mein hai jo de sakta hai tumpe jaan aah aah aah, aah aa aa aa aah jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan ke ek ladka duniya mein hai jo de sakta hai tumpe jaan jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan maine zindagi mein sirf tumse pyaar kiya lekin tumse kabhi naa poori tarah ikraar kiya maine zindagi mein sirf tumse pyaar kiya lekin tumse kabhi naa poori tarah ikraar kiya dil mein chhupaaye hoon main kitne umange jawaan jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan ke ek ladka duniya mein hai jo de sakta hai tumpe jaan jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan pighale gham ke baadal nikali hai chamkili dhoop maine dekha nahin tha zindagi ka aisa roop pighale gham ke baadal nikali hai chamkili dhoop maine dekha nahin tha zindagi ka aisa roop geet hawaaon mein hai, jhoom raha hai samaa jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan ke ek ladki duniya mein hai jo de sakti hai tumpe jaan jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan aao, mere dil mein, dhadkanon mein tum raho ab to meri mehbooba hoga vahi jo tum kaho aao, mere dil mein, dhadkanon mein tum raho ab to meri mehbooba hoga vahi jo tum kaho seene mein halchal si hai saanson mein hai aandhiyaan jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan ke ek ladka duniya mein hai jo de sakta hai tumpe jaan ke ek ladki duniya mein hai jo de sakti hai tumpe jaan jao tum chaahe jahan jao tum chaahe jahan yaad karoge vahan yaad karoge vahan jao tum chaahe jahan jao tum chaahe jahan yaad karoge vahan yaad karoge vahan aah, aa aa aah

Alka Yagnik의 다른 곡

Alka Yagnik →

관련 가사