Suraj Hua Maddham (feat. Sonu Nigam)
인도네시아어

Suraj Hua Maddham (feat. Sonu Nigam) 가사

장르Pop
길이3:22
원문 언어인도네시아어
조회수2.5K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

ID
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga Suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga Main thehra raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Oh, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga Suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga Main thehra raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Oh, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Hai khoobsurat yeh pal, sab kuch raha hai badal Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hai Kya sadiyon se puraana hai rishtaa yeh hamaara Ke jis tarha tumse hum mil rahe hai Yunhi rahe har dam pyaar ka mausam Yunhi milo humse tum janam janam Main thehra raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Haan, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Tere hi rang se yun main to rangeen hoon sanam Paake tujhe khud se hi kho rahi hoon sanam O maahiya, ve tere ishq mein haan doobke Paar main ho rahi hoon sanam Saagar hua pyaasa, raat jagne lagi Sholo ke dil mein bhi aag jalne lagi Main thehri lagi, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Suraj hua maddham Chaand jalne laga Aasmaan yeh haai Kyoon pighalne laga Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai

Alka Yagnik의 다른 곡

Alka Yagnik →

관련 가사