Tumhe Chhede Hawa Chanchal
MS

Tumhe Chhede Hawa Chanchal 가사

장르Pop
길이6:05
원문 언어MS
조회수246
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Ku : Tumhen Chhede Hava Chanchal a : Sharaarat Tumse Seekhi Hai ku : Vo Baitha Phool Pe Bhanvara a : Muhabbat Tumse Seekhi Hai mere Gulfaam Sun Lo Tum Deevaane Dil Ka Kehna Hai ku : Kiya Hai Faisala Maine Tumhaare Bin Na Rahana Hai tumhen Chhede Hava ... kare Deewaanagi Mausam Sanam Tumhaari In Adaao Se gazab Lagati Ho Tum Rab Ki Kasam bharosa Ho Na Jo Mera To Poochho In Fizaaon Se tumhen Chhede Hava ... a : Banaaya Aashiyaan Maine Sanam Tumhaari Hi Nigaahon Mein na Jaaoon Door Main Tumase Kabhi bita Doon Umr Main Saari Sanam Teri Hi Baahon Mein ku : Tumhen Chhede Hava ... bani Hai Suramai Dekho Ghata Teri Aankhon Ke Kaajal Se churaati Hai Javaan Kushbu Hava lipat Ke Meri Jaan-e-man Tere Hi Reshami Aanchal Se tumhen Chhede Hava ...

Alka Yagnik의 다른 곡

Alka Yagnik →

관련 가사