Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai
GL

Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai 가사

장르Pop
길이4:46
원문 언어GL
조회수1.7K
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

GL
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Waise Mujhe Amiron Se Milne Ka Kuch Khaas Shauk Nahin Hai to Phir Mujse Pyaar Kyon Kiya Haan yeh Kambakth Hai Hai Ke Galti Kar Baithta Hai aur Bhugatna Humko Padta Hai to Bhugto kabhi Mujhko Hasaye kabhi Mujhko Rulaye mujhe Kitna Satati Hai kabhi Mujhko Hasaye kabhi Mujhko Rulaye mujhe Kitna Satati Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai mere Sapno Mein Aaye mere Dil Ko Churaye mujhe Kitna Satata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai dekha Use Jab Pehli Baar ban Gaya Deewana Na Main karke Anjaana Ikraar legayi Dil Ka Chain Karaar dekha Use Jab Pehli Baar ban Gaya Deewana Na Main karke Anjaana Ikraar legayi Dil Ka Chain Karaar thodi Si Ghabrayi Thi thodi Si Sharmayi Thi kitna Pyaara Mukhda Hai woh To Chand Ka Tukda Hai jane Kahan Chhup Jati Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai main To Uspe Marti Hoon duniya Se Nahin Darti Hoon naam Se Uske Savarti Hoon pal Pal Aahein Bharti Hoon main To Uspe Marti Hoon duniya Se Nahin Darti Hoon naam Se Uske Savarti Hoon pal Pal Aahein Bharti Hoon maana Ke Majboori Hai chaahat Abhi Adhoori Hai bas Kuch Din Ki Doori Hai milna Bahut Zarori Hai kya Kya Dard Jagata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai kabhi Mujhko Hasaye kabhi Mujhko Rulaye mujhe Kitna Satati Hai mere Sapno Mein Aaye mere Dil Ko Churaye mujhe Kitna Satata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai woh Ladka Bahut Yaad Aata Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai

Alka Yagnik의 다른 곡

Alka Yagnik →

관련 가사