Phir Saawan Rut Ki Pawan Chali
SV

Phir Saawan Rut Ki Pawan Chali 가사

장르Pop
길이8:19
원문 언어SV
조회수304
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

SV
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye phir patton ki paajeb baji tum yaad aaye phir kuunjein bolin ghaas ke hare samundar mein rut aai pile phuulon ki tum yaad aaye pahale to main chikh ke roya aur phir hansane laga baadal garaja bijali chamaki tum yaad aaye phir kaaga bola ghar ke suune aangan mein phir amrrit ras ki buund padi tum yaad aaye din bhar to main duniya ke dhandhon mein khoya raha jab diwaaron se dhuup dhali tum yaad aaye

Ghulam Ali의 다른 곡

Ghulam Ali →

관련 가사