Oh Humsafar (feat. Tony Kakkar)
힌디어

Oh Humsafar (feat. Tony Kakkar) 가사

앨범Oh Humsafar
연도2018
장르Pop
길이3:27
원문 언어힌디어
조회수663
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

HI
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Mere toh saare savere Baahon mein teri thehre Meri toh saari shaamein Tere saath dhal rahi hai Mere toh saare savere Baahon mein teri thehre Meri toh saari shaamein Tere saath dhal rahi hai Thoda saa bhi shaq na karna Tumse mera jeena-marna Tum chal rahe ho toh saansein Mere saath chal rahin hain Oh humsafar, oh humnavaa Be-shart main tera huaa Oh humsafar, oh humnava Be-shart main tera huaa Paas aao main tumhein Dekh loon qareeb se Aankhon ko yeh rahatein Milti hain naseeb se Paas aao main tumhein Dekh loon qareeb se Aankhon ko yeh rahatein Milti hain naseeb se Baazuon mein tum mujhe Betahasha ghere ho Kal ki fiqr hai kisko Tum abhi toh mere ho Main sirf tera rahungaa Tujhse hai waada yeh meraa Tu maang le muskura ke Mera pyaar, haq hai tera! Oh humsafar, oh humnavaa Be-shart main tera huaa Oh humsafar, oh humnava Be-shart main tera huaa Aaja zindagi tujhse Aadhi aadhi baant loon Meri subah tu jee le Teri shab main kaat loon Aaja zindagi tujhse Aadhi aadhi baant loon Meri subah tu jee le Teri shab main kaat loon Aur kuch Khuda naa de Toh bhi usko maafi hai Pyaar tera mill gaya Sirf itna kaafi hai Chaahe jahaan se chalun main Tujhpe hi aake rukun main Ab dil mein rakh naa sakunga Koi doosra junoon main Oh humsafar, oh humnava Be-shart main tera huaa Oh humsafar, oh humnava Be-shart main tera huaa

Neha Kakkar의 다른 곡

Neha Kakkar →

관련 가사