Kuchh Aisa Jahaan (feat. Aadesh Shrivastava & Alka Yagnik)
MS

Kuchh Aisa Jahaan (feat. Aadesh Shrivastava & Alka Yagnik) 가사

장르Pop
길이4:48
원문 언어MS
조회수369
Aa읽기 설정
글자 크기 18

원문 가사

MS
번역이 아직 없습니다. 원문 가사를 표시합니다.
Kuch aisa jahan hum banaaye Jahan pehla ho har voh nazaara Kuch aisa jahan hum banaaye Jahan pehla ho har voh nazaara Pehla saawan ka baadal Pehla lehraata aanchal Pehla bhawra voh paagal Jahan pehla pyaar ho Kuch aisa jahan hum banaaye Jahan pehla ho har voh nazaara Kuch aisa jahan hum banaaye Jahan pehla ho har voh nazaara Pehla saawan ka baadal Pehla lehraata aanchal Pehla bhawra voh paagal Jahan pehla pyaar ho Hmm, pehli kali ne pehli ghata se Kya kaha hai sun zara Baarish ki pehli boonde tum Sooraj ki pehli kirne tum Aur mera pehla pehla pyaar tum Na na na na, la la la la, la la la la la La la la la Kuch aisa jahan hum banaaye Jahan pehla ho har voh nazaara Kuch aisa jahan hum banaaye Jahan pehla ho har voh nazaara Pehla saawan ka baadal Pehla lehraata aanchal Pehla bhawra voh paagal Jahan pehla pyaar ho Eh hey hey, eh Mm, pehli tamanna, pehli voh khwaaish Tu hi tu hai jaan meri Pyaar ka pehla vaada tum Aankhon ka pehla sapna tum Aur khushi ka pehla pehla aansu tum Na na na na, na na na na Hey hey eh hey hey, aah aah haa Kuch aisa jahan hum banaaye Jahan pehla ho har voh nazaara Kuch aisa jahan hum banaaye Jahan pehla ho har voh nazaara Pehla saawan ka baadal Pehla lehraata aanchal Pehla bhawra voh paagal Jahan pehla pyaar ho Oh

Shaan의 다른 곡

Shaan →

관련 가사